Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
O teri marzi se ae Maalik hum
Is duniya mein aaye hain
Tum log chup kyun ho gaye
Gaao na bachcho
Gaao
Teri marzi se ae Maalik hum
Is duniya mein aaye hain
Teri rehmat se hum sabne
Ye jism aur jaan paaye hain
Tu apni nazar hum par rakhna
Kis haal mein hain ye khabar rakhna
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
Tu chahe to humein rakhe
Tu chahe to humein maare
Tu chahe to humein rakhe
Tu chahe to humein maare
O tere aage jhukaake sar
Khade hain aaj hum saare
O sabse badi taakat waale
Tu chahe to har aafat taale
Teri hai zameen tera aasman
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar
Sabhi ka hai tu sabhi tere
Khuda mere tu bakhshish kar
Teri hai zameen tera aasman (lalala)
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar (lalala)
Sabhi ka hai tu sabhi tere (lalala)
Khuda mere tu bakhshish kar (lalala)
Teri hai zameen tera aasman (aa aa)
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar (aa aa)
Sabhi ka hai tu sabhi tere (aa aa)
Khuda mere tu bakhshish kar (aa aa)
Teri hai zameen tera aasman (aa aa)
Tu bada mehrbaan tu bakhshish kar (aa aa)
Sabhi ka hai tu sabhi tere (aa aa)
Khuda mere tu bakhshish kar (aa aa)